Google SEO Tools In Hindi–Agar aapko ek hi jagah sare free google SEO tools SEO tools mil jaye to kaisa rahega ji is post me apko sare best free free google seo tools ke bare me jankari milegi jinse aap apne blog ke traffic ko bada sakte hai.
is post me mene jo tools bataye hai unko mene personly tested kiya hai.
Agar aap ek blogger,online marketor hai ya apka koi online business hai to apke liye seo tools ke bare me janana bahut jaruri hai.
Best free seo tools of 2017 – free google seo tools ke bare me aapne suna hi hoga lekin aaj me apko kuch ese seo tool ke bare me bataunga jinke bare me shayad hi kuch tools ke bare me nhi suna hoga.
jab ham seo ki bat karte hai to ham uska on page or of page seo karte hai leking kya hamne shi kiya hai or kya galat iska risult hame seo tool hi batata hai.
seo tool apki google ranking badane me madad karega google par seo tools ki kai post moujud hai lekin vo sabhi english me isliye mene is post me apko sare seo tool ke bare me hindi me jankari milegi.
Mughe pakka yakin hai is post ko padne ke bad aap is post ko pasand karenge.
Free google SEO tools of 2018 – hindi
wese to Bahut se SEO tools hai lekin ham apko pahle best free 10 google seo tools ke bare me batayenge.
Google Search Console
Best seo tools me ham sabse pahle bat karenge google search consol ki ji ha yaha google ki hi service hai jise ham webmaster tools ke name se jante hai.
is seo tools ke dwara ham apni site par puri tarah se najar rakh sakte hai jaise ki crowling,indexing,sitemap,fach us google,backlink,internal link,outbond link, or bhi bahut se ese futures google search consol me aap use kar sakte hai.
google search consol sabse badiya seo tool hai isme aap apni site ki rimoting aasani se kar sakte hai.
Google Adwords Keyword Planner
Google keyword planner mera sabse pasandida tool hai jab bhi me koi nayi post likhta hu to us post ke liye keyword me google keyword planner se hi search karta hu.
Google keyword planner ek free keyword reusurch tool hai jiski madad se aap apni post ke liye best keyword search kar sakte hai.
Feuturs- Keyword find,monthly volume of keyword bid suggestion,keyword suggestion etc.
google keyword planner google adword ka hi ek part hai jisse ham google par advertisement karte hai.
- On-page seo technique – killer triks in one click
- 35 do follow social bookmarking site list
PageSpeed Insights
Yaha ek on page seo tool hai jiski madad se aap apni site ki speed ko check kar sakte hai or yaha dekh sakte hai ki site speed boost kaise kare.
pagesepeed insigts feutures- check site speed, suggetion to boost site speed- apni site ki speed kyo kam hai ya kaise badegi iska pata is seo tool se pata lagaya ja sakta hai.
Google Analytics
Google analytics agar me simple sabdo me kaho to ye apki site ka report card hota hai.
Google analytics ki madad se ham apni site ki puri report pata laga sakte hai user kaha se aaya hai kitni der ruka hai bounce rate kya raha aaj ka sari chize.
google analytics se ham kya kya pata laga sakte hai-
Real Time- Iske real time se ham user ki location,traffic source,content,event,or conversion ka pata laga sakte hai.
Audience- iske is feutures se ham overview,Geo,behavier,technology,mobile,custum ka pata laga sakte hai.
Acquition- iske is feture se ham All Traffic, AdWords ,Search Console ,Social Campaigns ka pata laga sakte hai.
Behavior- iske is fetures se ham – Site Content Site Speed Site Search Events Publisher ka pata laga sakte hai.
CONVERSIONS- ise ham Site Content Site Speed Site Search Events Publisher
Google Trends
Google trends ek tarah se trending topic ko search karne ke liye banaya gya hai isse aap kisi bhi city ya counrty se trending topic find kar sakte hai popular or viral news post ke idea yaha se nikale jate hai.
Bing webmaster tools
Google Webmaster ki tarah hi ham bing webmaster ka use kar sakte hai isme bhi vo sare feuture hai jo ki google webmaster me hai ise bhi aap apni site ke liye bing ki riport dekh sakte hai.
Google Mobile-Friendly Test
Apki site Mobile Friendly hai ya nhi ise check karne ke liye ek seo tool ka use hota hai jiska name hai google Mobile Friendly test.
is seo tool se aap kisi bhi site ki mobile friendly stattus dekh sakte hai ek achi website ke liye mobile friendly hona bahut jaruri hota hai kyoki adhiktar mobile user hi website open karte hai.
Google Analytics Referrer Spam Killer
Jab aap apne google analytics se is tool ke sath jodte hai tab yaha ek esa filter create karta hai jo ki 100 spamm website ko apki site se remove kardeta hai.
GTmetrix
is tool se aap apni site ki speed dekh sakte hai mene jo upar tool bataya hai google pade speed insight vo apki site ke code ko load karta hai.
lekin GTmetrix apki site ke ek ek page ki speed apko bata deta hai or yaha tool apko recommendations bhi deta hai.
Panguin Tool

is tool se aap googke ki algorithm ke according apki site chal rahi hai ya organic traffic kaise aa raha hai uski jankari le sakte hai ye apki site ke organic traffic ki riport batata hau or yaha website ki penalty bhi chack karta hai.
Website Penalty Indicator
Yaha tool apko apki website ki Penalty ko dikhata hai kitna organic traffic penalty par hai or bhi bahut kuch aap is tool se Website penalty ke bare me jan sakenge.
Open SEO Stats
yaha ek extension hai jiske one click se aap kisi bhi site ka indexing crowling or alexa rank or seo ke bare me jan sakte hai – its good tool and 100% free of cast.
Keywordtool.io
yaha ek free keyword resuruch tool hai jiski madad se aap apne liye best long tail keyword select kar sakte hai.
To is post me hamne jana free google seo tool ke bare me aage ese agli post apne inbox me pane ke liye hame subscribe kare or hamare facebook page ko like jarur kare.
Become a Guest Blogger
agar aao hownetinfo par apni Geust post karna chahte hai to hame apni post dv76397@gmail.com par send kare.
apka koi sawal ya sujhav hai to hame cament kare ….
Thanx keep blogging ——
Hamari best post ko padna na bhule-
- 35% More organic traffic in 5 days in hindi
- Blog par ads kaise lagaye
- High PR backlink kaise banaye
- jaha seo hai waha rank hai kaise–